Top 50+ Dosti Love Shayari in Hindi 2026
Dosti Love Shayari in Hindi brings a unique charm to emotions covered in the dust of time. People love reading Dosti Love Shayari in Hindi because it reflects deep thoughts hidden in old memories. Through Dosti Love Shayari in Hindi, one can express pain, nostalgia, and unspoken feelings. The beauty of Dosti Love Shayari in Hindi lies in its raw, simple, and touching words. People share Dosti Love Shayari in Hindi and alonepoetry to express feelings that words alone cannot show.
Dosti Love Shayari in Hindi connects the heart with forgotten emotions and silent moments. Many poets use Dosti Love Shayari in Hindi to describe the depth of broken relationships and life experiences. With Dosti Love Shayari in Hindi, readers find peace in the beauty of sadness. The emotional power of Dosti Shayari in Hindi makes it loved by everyone. Truly, Dosti Love Shayari in Hindi keeps the art of soulful poetry alive forever.
Table of Contents
Dosti sad Shayari in Hindi:
Dunia badalti hai mausam ka rang dekh kr
Mere dost Tu na Badalna Mera waqt dekh kr
दुनिया बदलती है मौसम का रंग देखकर
मेरे दोस्त तू न बदलना मेरा वक्त देखकर
Aur bohot dukh hota hai jab koi dost
Nya dost mile aur bat karna hi chord de

और बहुत दुख होता है जब कोई दोस्त
नया दोस्त मिले और बात करना ही छोड़ दे
Jo dil ko acha lagta hai usko dost kehti hoon
Munafiq ban ke rishton ki siyasat mein nahi karti
जो दिल को अच्छा लगता है उसको दोस्त कहती हूँ
मुनाफ़िक बन के रिश्तों की सियासत में नहीं करती
Ab to bas yaadon ka sahara hai mujhe
Tum ne to dil ka safar kar liya mujh se
अब तो बस यादों का सहारा है मुझे
तुमने तो दिल का सफ़र कर लिया मुझसे
Tumhein to dushmanon ki dushmani ne maar daala hai
Mujhe dekho main apne doston se zakhm khata hoon
तुम्हें तो दुश्मनों की दुश्मनी ने मार डाला है
मुझे देखो मैं अपने दोस्तों से ज़ख्म खाता हूँ
Shareekon se kehna jalna chhod den
Dost Khuda deta hai, log nahin
शरिकों से कहना जलना छोड़ दें
दोस्त खुदा देता है, लोग नहीं

Log pyar mein paagal hotay hain
Aur hum dosti mein paagal hain
लोग प्यार में पागल होते हैं
और हम दोस्ती में पागल हैं
Dosti ka bharam sirf woh
Log rakh sakte hain jin ke
Wujood mein samandar jitna dil ho.
दोस्ती का भरम सिर्फ वो
लोग रख सकते हैं जिनके
वजूद में समंदर जितना दिल हो।
Also Read: Top 50+ Heart Touching Love Shayari in Hindi in 2026
dosti shayari in hindi funny
Parwah teri hi karte hain mere yaar
Fikr to mujhe apni bhi nahi hai
परवाह तेरी ही करते हैं मेरे यार
फिक्र तो मुझे अपनी भी नहीं है
Dum nahi kisi mein ke mita sake hamari dosti ko
Zang talwaron ko lagta hai, jigri yaaron ko nahi
दम नहीं किसी में कि मिटा सके हमारी दोस्ती को
ज़ंग तलवारों को लगता है, जिगरी यारों को नहीं
Khuda kare ye dosti itni gehri ho
Waqt tera aaye aur maut meri ho
खुदा करे ये दोस्ती इतनी गहरी हो
वक़्त तेरा आए और मौत मेरी हो

Basti chhoti hai magar abaad rahe gi
Chahe hum bhula dein zamane ko dost
Magar aap ki ye dosti hamesha yaad rahe gi
बस्ती छोटी है मगर आबाद रहेगी
चाहे हम भुला दें ज़माने को दोस्त
मगर आपकी ये दोस्ती हमेशा याद रहेगी
2 Line Love Dosti Shayari in Girl
Kuch waqt aur kuch waqiat insaan ko itna
Khamosh kar dete hain ke!!
Zaroori baat karne ka bhi dil nahi karta.
कुछ वक़्त और कुछ वाक़ियात इंसान को इतना
खामोश कर देते हैं कि!!
ज़रूरी बात करने का भी दिल नहीं करता।

Jab aap ko har shakhs se shikayat hone lage to dekh
Lijiye ke kharabi kahin aap hi ke andar to nahi
जब आपको हर शख़्स से शिकायत होने लगे तो देख
लिजिए कि खराबी कहीं आप ही के अंदर तो नहीं
Tujhe kaun jaanta tha meri dosti se pehle
Tera husn kuch nahi tha meri shayari se pehle
तुझे कौन जानता था मेरी दोस्ती से पहले
तेरा हुस्न कुछ नहीं था मेरी शायरी से पहले
Woh dosti ki aar mein deta to hai fareb
Khul ke mere khilaf bolta nahi
वो दोस्ती की आड़ में देता तो है फ़रेब
खुल के मेरे ख़िलाफ़ बोलता नहीं
Mukhlis dost aur ahbab hi hain Jo jawan rakhte hain
Warna bachay wasiyat poochhte hain aur rishte haisiyat
सच्चे दोस्त और अपने ही हैं जो इंसान को जवान रखते हैं,
वरना बच्चे विरासत पूछते हैं और रिश्ते औकात देखते हैं।

Dost ban kar bhi saath nahi nibhanay wala
Wohi andaaz hai zalim ka zamane wala
दोस्त बनकर भी साथ नहीं निभाने वाला,
वही अंदाज़ है ज़ालिम इस ज़माने वाला।
Jaane kis gali mein chhod aaya hoon
Jaagti hui raatein, hanste hue dost
जाने किस गली में छोड़ आया हूँ
जागती हुई रातें, हँसते हुए दोस्त
Jis ne sayyad ki aankhon mein aankhein daali
Woh parinda kabhi azaad nahi ho sakta
जिसने शिकारी की आँखों में आँखें डालीं,
वो परिंदा कभी आज़ाद नहीं हो सकता।
Logon ne bana rakhe hain hazaron dost
Hum ne ek ko hi rakha hai hazaron ke barabar
लोगों ने बना रखे हैं हज़ारों दोस्त,
हमने एक को ही रखा है हज़ारों के बराबर।
Jis taraf tu hai, udhar hongi sabhi ki nazrein
Eid ka chaand ka deedaar, bahana hi sahi
जिस तरफ़ तू है, उधर होंगी सभी की नज़रें,
ईद के चाँद का दीदार, बहाना ही सही।
happy friendship day love shayari
Mohabbat na dosti humein kuch raas nahi
Sab badal jaate hain hamare dil mein jagah banane ke baad
मोहब्बत ना दोस्ती हमें कुछ रास नहीं,
सब बदल जाते हैं हमारे दिल में जगह बनाने के बाद।
Achay dost woh hotay hain jo aap ke gham mein
Shareek hon, na ke sirf aap ki khushi mein.
अच्छे दोस्त वो होते हैं जो आपके ग़म में
शामिल हों, न कि सिर्फ़ आपकी ख़ुशी में।
Mahfil urooj pazeer hai Khuda khair kare
Khayal aaj mehboob badnaam hamare honge
महफ़िल चरम पर है, खुदा खैर करे,
ख़याल है आज महबूब बदनाम हमारे होंगे।
Tumhein soch soch ke thak gayi hoon bohat
Suno! Ab main tumhein yaad aana chahti hoon
तुम्हें सोच–सोच के थक गई हूँ बहुत,
सुनो! अब मैं तुम्हें याद आना चाहती हूँ।
Sharten lagai jaati nahi dosti ke saath
Kijiye mujhe qabool meri har kami ke saath
दोस्ती के साथ शर्तें लगाई नहीं जातीं,
स्वीकार कीजिए मुझे मेरी हर कमी के साथ।
Maseeh o Khizr ki umrein shumaar hon is par
Woh ek lamha jo yaaron ke darmiyan guzre
मसीह और ख़िज्र की उम्रें भी कम पड़ जाएँ उस पर,
वो एक लम्हा जो यारों के दरमियान गुज़रे।

Dushmani mein kahan woh hotay hain
Dosti mein jo vaar miltay hain
दुश्मनी में कहाँ वो वार होते हैं,
जो दोस्ती में मिलते हैं।
Nazar na lage is rishte ko zamane ki
Hamari bhi tamanna hai maut tak dosti nibhaane ki
नज़र न लगे इस रिश्ते को ज़माने की,
हमारी भी तमन्ना है मौत तक दोस्ती निभाने की।
Milta hoon toot kar to bichharta hoon shaan se,
Main khush mizaaj shakhs bohat dil jala bhi hoon.
मिलता हूँ टूटकर तो बिछड़ता हूँ शान से,
मैं खुश मिज़ाज इंसान, मगर दिलजला भी हूँ।
Kab kahaan kya mere dil-daar uthaa laayenge
Wasl mein bhi dil bezaar uthaa laayenge
कब कहाँ क्या मेरे दिलदार उठा लाएँगे,
वस्ल में भी दिल बेज़ार उठा लाएँगे।
best dosti love Shayari Status
Baat sajdon ki nahi, khuloos-e-dil ki hoti hai Iqbal
Har maikhane mein sharaabi aur har masjid mein namaazi nahi hota
बात सज्दों की नहीं, ख़ुलूस-ए-दिल की होती है इक़बाल,
हर मयख़ाने में शराबी और हर मस्जिद में नमाज़ी नहीं होता।
Us ki dehleez par sadiyon se khada hoon Mohsin
Mujh se milne ke jo lamhaat gina karta tha
उसकी दहलीज़ पर सदियों से खड़ा हूँ, मोहसिन,
मुझसे मिलने के जो लम्हे गिना करता था।

Kaun kehta hai yaari barbaad karti hai
Koi nibhanay wala ho to duniya yaad karti hai
कौन कहता है यारी बर्बाद करती है
कोई निभाने वाला हो तो दुनिया याद करती है।
Pyar karna seekh lo, kuch log baar baar nahi
Aur mere jaise to bilkul bhi nahi
प्यार करना सीख लो, कुछ लोग बार-बार नहीं,
और मेरे जैसे तो बिल्कुल भी नहीं।
Saare chehray ayan na kar aye zindagi!
Mujhe kuch logon se mohabbat hai
सारे चेहरे प्रकट मत कर ऐ ज़िन्दगी!
मुझे कुछ लोगों से मोहब्बत है।
Chhup ke miltay hain teri yaadon se
Shab ki tanhai, chaandni, aur main
छुप के मिलते हैं तेरी यादों से,
रात की तन्हाई, चाँदनी, और मैं।
Jo zabardast hota hai woh kab zair hota hai
Sher jis umr mein bhi ho sher hota hai
जो ज़बरदस्त होता है, वह कभी नहीं होता,
शेर जिस उम्र में भी हो, शेर होता है।
Jin ke yaar kamaal hotay hain
Woh log be-misaal hotay hain
जिनके यार कमाल होते हैं,
वो लोग बेमिसाल होते हैं।
Dil se nikaalo to maan jaoon
Nazar andaz karna koi kamaal nahi
दिल से निकालो तो मान जाऊँ,
नज़रअंदाज़ करना कोई कमाल नहीं।
beautiful friendship quotes in Hindi
um to sirf achay logon ko jaante hain
Aur bure log humein achhi tarah jaante hain
हम तो सिर्फ अच्छे लोगों को जानते हैं,
और बुरे लोग हमें अच्छी तरह जानते हैं।
Kabhi na khatm kiya hum ne roshni ka safar
Bujhe charagh to dil ko jala liya hum ne
कभी न खत्म किया हमने रोशनी का सफ़र,
बुझे चिराग तो दिल को जला लिया हमने।
Mohabbat hai, aqeedat hai, inayat hai ya ulfat!!
Nazar mein jab use aaye ho, nazar kuch bhi nahi aata
मोहब्बत है, क़ीदत है, इनायत है या उल्फ़त!!
नज़र में जब उसे आए हो, नज़र कुछ भी नहीं आता।
Kab bhulaaye jaate hain dost juda ho kar bhi wasi
Dil note to jaata hai par rehta phir bhi seene mein hai
कब भुलाए जाते हैं दोस्त, जुदा हो कर भी वसी,
दिल नोट तो जाता है, पर रहता फिर भी सीने में है।
Hazaron se talluq rakhna koi kamaal nahi
Ek talluq ko sachai se nibhaana kamaal hai
हजारों से संबंध रखना कोई कमाल नहीं,
एक संबंध को सच्चाई से निभाना कमाल है।
Zinda rehne ki ye tareeq nikali maine
Apne hone ki khabar sab se chhupa li maine
ज़िंदा रहने की ये तरकीब निकाली मैंने,
अपने होने की खबर सबसे छुपा ली मैंने।
Do din hans ke miltay hain, phir bhool jaate hain
Log matlab ki had tak kitna pyar karte hain!
दो दिन हँस के मिलते हैं, फिर भूल जाते हैं,
लोग मतलब की हद तक कितना प्यार करते हैं!
Youn lagy mera tum se khafa ho jana
Jaisy khushbo ka phool se jud ho jana
ऐसा लगे मेरा तुमसे नाराज़ हो जाना,
जैसे ख़ुशबू फूल से अलग हो जाना।
Kub bhulay jaty hain dost juda ho kr bhi
Dil lot to jata hai per rehti senny main hai
कब भुलाए जाते हैं दोस्त, जुदा हो कर भी,
दिल लौट तो जाता है, पर रहता सीने में है।
Conculion:
Dosti Love Shayari in Hindi is not just poetry; it’s an emotional connection to forgotten moments. Readers love Dosti Love Shayari in Hindi for its power to express pain and hope together. Through Dosti Love Shayari in Hindi, hearts find peace in unspoken words. The charm of Dosti Shayari in Hindi will always stay alive in poetic hearts. Every line of Dosti Love Shayari in Hindi reflects love, loss, and deep emotions. The emotional beauty of Dosti Love Shayari in Hindi touches every heart deeply. For more Poetry visit in Youtube Truly, nothing captures sadness better than Dard Bhari Bewafa Shayari.
